Mare Naama Ki Is Se Ibatada Ha Ka Jis Ki Ibtada Na Intaha Ha Lyrics
Hamd Bari Tala
(Dr. Ahmed Hussain Ahmed Tassrashi Qila Dari)
Mare Naama Ki Is Se Ibatada Ha
Ka Jis Ki Ibtada Na Intaha Ha
Zameen o Asmaan Tare
Jahaan Ka Pasbaan Tu Ha
Makaan o Lamakaan Tare
Makeen Har Makaan Tu Ha
Shuru Karta Hon Le Kar Naam Us Ka
Jo Rehman o Raheem Allah Ha Sab Ka
Amal Afrooz Ha Fataah Mandi
Mile Dono Jahano Me Sar Bulandi
Mare Naama Ki Is Se Ibatada Ha
Ka Jis Ki Ibtada Na Intaha Ha
Comments
Post a Comment